5 Tips to Get More Views on YouTube in 2019

Subscribe our YouTube Channel    

How to Get More Views on YouTube | Namaskar dosto apka is blog me swagat hai. Aaj ki is post me hum bat karenge ki hum apne youtube videos par vieews kese badha sakte hai. aaj ke samay me youtube most popular income source hai or is platform ka use karke youtubers har  maheene google adsense, paid promotion, sponsorship se laakho rupaye kamaate hai.

Aapko pata hai Youtube se paisa kamaane mein ek factor sabse aham role nibhaata hai. vo hai “views” or ham yahaan par youtube views badhane kai top 5 essential tips ke baare mein baat karne vaale hai. to agar aap search kar rahe hain ki “youtube par views kaise badhaye” to aap bilkul sahee jagah par aaen hain.

how to get more views on youtube,how to get views on youtube,how to get views on youtube fast,how to get youtube views,how to get more views on youtube fast,how to get more views on youtube 2018,how to get more views on youtube 2019,get more views on youtube,how to get more views,how to increase youtube views,how to get more subscribers on youtube

YouTube Views Bandhane Ke Top 5 Essential Tips

#1: search & videos analysis on youtube:

youtube community se jude jyadatar youtubers ka ek common problem hota hai kee vah new video banane ke liye topic kaha se Select kare jisme hamen jyaada se jyaada views mil sake. aise popular topic search karne ke liye, jis par hamen jyaada views mil paye. iske liye hamen “skyscraper technique ” yah ek Search Engine Optimization technique hai jo kee bloggers mein bahut famous hai.

#2: Make Effective Thumbnail & Title:

kisi bhi youtube video ka do factor sabse jyada viewer ko attract karta hai or inhi se youtube videos par sabse clicks milte hai.

video thumbnail aisa hona chahiye, jo clear or effective ho or jisme kuchh Attractive Text ke sath main video subject ka ek jhalak ho taki viewer ko keval thumbnail dekhane se pata chal jaaye kee video mein kis topic par baat kiya gaya hai.

#3: Write Smart Description:

video par views badhane ke liye or video youtube ke sath  Google Search Engine par 1st position par lane ke liye Description ka bahut Important role hota hai. hamen youtube video Description likhne ke liye 5000 Characters milte hai. jisme se 157 Characters search Snippet ke lie search Engines dvara Select kiye jate hai.

#4: Use Card & End Screen:

youtube dashboard mein kuchh aise Features inbuilt milte hai jo youtube views badhane mein hamara bahut help kar sakate hai. ismen se card aur End Screen sabse best features hai.

in dono features ko agar ham sahi tarike se use kare to ham youtube views ko badha sakte hai. youtube community ke kuchh tips hai, jo hamen sahi tarike se End Screen or card ko use karne mein madad kar sakte hai.

  • har video mein card or End Screen ka jarur use kare.
  • jis bhi videos jyada views aa rahe ho, unpar End Screen or card ka jarur use kare.

video card button ke bare mein verbal  Call-to-action tarike se bataye jaise ki ..“hit the ‘i’ button” or “check out this playlist”

video mein jis se samay End Screen Add karna us samay par editing ke samay kuchh Attractive graphics or text ka use kare. taaki user ka dhyaan kheech sake.

#5: Upload Videos Regularly with Playlist:

bahut se aise youtube apne dekha hoga ki unpar Subscribers laakho hote hai, lekin youtube views ke naam par unhen 100 ya 200 views milte hai. aisa kyon hota hai?

iska sabse bada Reason hai regular Videos Upload na karna or videos ko Proper arrange na karna. agar ham Regular basis par video nahin banate hai to hamara user engagement kharab hota jata hai or kuchh samay baad aisa hota hai ki users hamare Channel ko dekhna band kar dete hai.

Conclusion

doston, YouTube Views Bandhane Ke Top 5 Essential Tips me Me Btaye gaye tips ko jinhe follow karke ham apne videos par jyada se jyada views pa sakte hai or Channel ko popular bana sakte hai. jab koi new youtube video banane ke bare me soche to in sabhi points ko dhyan rakhe.

Guest Post by Status Easy | Submit Guest Post

Share Share on Facebook Share on Twitter Share on LinkedIn Pin on Pinterest Share on Stumbleupon Share on Tumblr Share on Reddit Share on Diggit

Hey, I’m Bharat Makwana, A Full Time Blogger & Youtuber, Founder of InfinityGyan, WPMesh, Veewom and BM Tech Tips YouTube Channel.

You may also like this!