Adsense Friendly Fully Customize Blogger Template | Hello dosto aapka swagat hai aajke yah fresh article me, aaj ka special article/video dono hamare BM Tech Tips YouTube channel pe 25k subscriber complete hone pe hai, ji ha aaj ke yah article me aapko ko ek fully customize blogger ka template bilkul milne wala hai.
25k Subscriber Special – Sabse pahle mai aap sabka dill se thank you kahna sahta hu, ki aap sab ne muje etna support kiya or me ek hi asha rakhunga ki aap sab muje aisa amazing support karte raho.
Customize Blogger Template – Download Now
Sabse pahle aap janliye ki yah template ka original name kya hai, to es template ka original name “Sora Coin” hai,ji ha bilkul free hai, but aap ek bar es template ka Demo dekh lijiye to aapko samaj me aayega ki mai jo aapko de raha hu wo template khas kyu hai.
Note: Yah template ko mai aapko customize karke de rahahu, eska matlab me es template ko becha nahi raha, yah sirf aapki help keliye hai.
Yah es template ka home page hai, dekhne me bahut hi premium lag raha hai, ji ha jaise aapko lagega aapne koy premium theme ka use kiya hai, esme aapko aapki sabhi latest post eske alava sidebar me ek bahut hi achha social media follower ka widget milta hai.
Eske alava es template me aapk bootstrap ko add karke or bhi jyada achha bana sakte ho, waise me aapko bata du es template mai maine ahi bootstrap nahi add kiya hai, agar aapko add karna hai to mai ek complete tutorial bana suka hu es topic pe, ese aap yaha click karke read kar sakte hai.
Yah single post layout hai, dekh kar maja aajata hai ,such me kafi premium look aata hai yah single post layout ka, same sinlge post me aapko post title, eske bad post meta or khas bat yah haiki eske andar aapko social media sharing ka option hai.
Jaise maine aapko upar bataya, agar aapko es template me table show karna hai to aapko eske andar bootstrap ko add karna padega, tab jake achha table dekhega.
Yah single post ke footer ka layout hai, amazing hai khas bat yah hai ki eskeandar aapko social sharing sath me related post ka bhi option hai to yah achhi bat hai.
To dosto mai finaly aasha rakhta hu ki aapko yah article pasand aaya hoga, agar aaya to der kis bat ki share kardijiye taki aapke friend bhi kuch naya sikhe.
Agar aapko yah article pasand aaya to share jarur kijiyega sabhi social media me, or ha ek request hai hamare youtube channel ko jarur Subscribe karna ,aap hume sabhi social media pe bhi follow karlijiye jaise ki, Facebook, Twitter, Instagram, YouTube.